Husband wife Quotes in Urdu for married couples. As we all know the importance of marriage. Marriage is the base of our society and a nation. Marriage is the strongest bond between two human being. For a happy and joyful life we have to follow some rules to maintain relation. It is very necessary to show interest in your partner’s life. Sometime we live in the same house but don’t know about each other’s lives.
Husband and wife often should work together for the same cause or on the same project. Some couples may be on the track of failing marriages and on a fast track to divorce. There are many ways to put their marriage back on the right track if the husband and wife are sincere and serious to get back. We’ve collected some of the Best Husband wife Quotes in Urdu to understand nature of this relation and act on your decisions wisely.
Biwi ki kadro qeemat dekhni ho to usko mekay bhejein aur sara ghar ka kam karny k liye loog rakhein tab apko ahsaas ho ga k biwi kia kadar hoti hai.
Husband wife Quotes in Urdu:-
Muhabbat k begair orat adhi hai. Jabky izzat k begair orat, orat nahi rehti. Husband wife Quotes in Urdu.
Orat k zummay mard k bohat sy hakook hai. Aik behtar azdwaji zindagi guzarny k liye unko pora karna itna hi zaruri hai jitna k nikkah karna.
Aesy sathi or shohar ban k dikhao keh kal jab tum khud ki beti k liye dua mango tu tumhein sharam na aye.
Dunia mein sab se bada rishta mian biwi ka hai. Dunia ki ibatda bhi mian biwi or intiha bhi mian biwi hon gy.
Biwi se barh kar koi dost nahi ho sakta. Zamana gawah hai keh orat bury se bury halat mein bhi apny mard ka sath nahi chorti. Maa baap behan bhai sab chor jaty hien lekin mian biwi ka sath boht mzbot hota hai.
Mard hamesha apny biwi bacho k liye anthak mehnat karta hai. Wo apny liye kuch nahi kharedta lekin apny bachon k liye uski koshish hoti hai dunia ki har chez mojod ho.
Khobsurat mard wohi hai jo apni biwi se muhabbat karna janta ho. Apni biwi ki izzat karna jata ho. Chehry or kad kath se koi khobsurat nahi ban jata. Urdu Quotes.
Mard muhabbat ka samundar hai orat chahti hai k wo akeli usmy phiry. Lekin mard kuch or hi chahta hai.
Wife Quotes in Urdu:-
Mard 4 biwion k haq sath likhwa kar laya hai. Lekin orat aik mard k sath apni sari zindagi guzarny ki paband hoti hai. Wife Quotes in Urdu.
Biwi apny mard se us waqat tak larti hai jab tak usko peyar ki umeed hoti hai. Aur jab wo umeed khatam ho jay to woh larna aur zid karna chor deti hai.
Aksar mard is bat ka gila karty hein k unki biwi unsy bd-zubani karti hai. Lekin aksar mard khud hi orat ko majbor karty hein gali deny par.
Har mian biwi ki zindagi mein aesa waqat zarur ata hai jab loog unko alag karny ki koshish karty hein. Jo is mushkil waqat se bach gia wo khush kismat aur jo logo ki baton mein agia. Usky mukadar mein na khatam hony wala dukh hai.
Bohat se rishtay khtam hony ki waja yeh bhi hoti hai keh aik sahih bol nahi pata. Aur dusra sahih sunn nahi pata.
Mard ko mushkil halat mein aik mazbot kandha nahi balky aik narm ci agosh ki zarurat hoti hai.
Jis trah orat par mard k hakook hein isi trah mard par orat k hakook hein. Aur in hakook ki pasdari karna dono par bohat zaruri hai.
Biwi ko nazar andaaz karna, dusri shadi ki dhamki dena, bilawaja ilzam lgana, be-izzat karna aur wakat na deny se mard orat k dil se utar jata hai.
Orat mard ki aiena-dar hoti hai. Mard orat ko jesy chahy wesy apni marzi se usko dhal sakta hai. Jesa mard karta hai wesa hi usko jawab milta hai.
Mard chahta hai keh wo apni biwi k dil se kabhi na utray to mard ko chahye k apni biwi ki izzat kary logo ka samny bhi or akelay mein bhi.
Husband Quotes in Urdu:-
Mian biwi k darmian achy ya bury taluk ka asar bacho ki tarbiat par bohat ziada parta hai. Bachy bohat hasas hoty hein aur inky massom bachpan ka khiyal karein. Husband Quotes in Urdu.
Jab aik shohar apni biwi k liye koi tuhfa lata hai to uski koi na koi waja zaroor hoti hai.
Comments
Post a Comment
Leave Your Comment